Mein Ne Kabhi

Mein Ne Kabhi şarkı sözleri

TürPop
Süre4:32
Orijinal dilTL
Görüntülenme206
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

TL
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
Kis soch main doobi zindagi kis yaad main khoay raastay Kabhi tujh ko paanay ki justajo kabhi tujh ko khonay kay gham mujhey Yeh paana khona kuch nahin hona anhona kuch nahin Sub chaon dhoop kay khwab hain tujhey milnay ko betaab hain Jee kay bhi dekha marr kay bhi dekha Phir bhi main tanha raha Mein nay, tujh ko kabhi dekha bhi nahin Oh aisa, nahin keh koi nata bhi nahin Rangon ko dekha hai tasweerain dekheen mein nay Khwaabon ko dekha hai tabeerain dekheen mein nay Kahin jeet uratay humsafar kahin khaak main mil kar reh gaey Koi baat na mujh say keh sakay meray hont hi sookh kar reh gaey Unhain mera piyaar na mil saka mujhe tera piyaar na mil saka Koi hoon gee teri majboorian jo ab tak hain yeh doorian