Yaadein Yaad Aati Hain (Male)

Yaadein Yaad Aati Hain (Male) şarkı sözleri

Süre5:14
Orijinal dilTL
Görüntülenme1.1K
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

TL
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
--MALE-- (Nagme hain, shikwe hain Kisse hain, baatein hain) - 2 (Baatein bhool jaati hain Yaadein yaad aati hain) - 2 Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke Chal jaane ke baad aati hain Yaadein, yaadein, yaadein --CHORUS-- Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2 Sa pa ma pa ma pa ga ma ga Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2 --MALE-- Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye Yaadein, yaadein, yaadein Nagme hain, shikwe hain Kisse hain, baatein hain Baatein bhool jaati hain Yaadein yaad aati hain Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke Chal jaane ke baad aati hain Yaadein, yaadein, yaadein --FEMALE-- Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2 --MALE-- Duniya mein yun aana, duniya se yun jaana Aao to le aana, jaao to de jaana Yaadein, yaadein, yaadein Baatein bhool jaati hain Yaadein yaad aati hain Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke Chal jaane ke baad aati hain Yaadein, yaadein, yaadein --FEMALE-- Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2