Ek Nagma Ek Taara Ek Guncha Ek Jaam

Ek Nagma Ek Taara Ek Guncha Ek Jaam şarkı sözleri

TürPop
Süre6:37
Orijinal dilEndonezce
Görüntülenme378
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

ID
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
ek nagma ek taara ek guncha ek jaam ai gam-e-dauraan gam-e-dauraan tujhe mera salaam zulf aawaara garebaan chaak ghabaraayi nazar in dinon ye hai jahaan mein zindagaani ka nizaam chand taare tuut kar daaman mein mere aa gire mainne puuchha tha sitaaron se tere gam ka maqaam pad gayin pairaahan-e-subah-e-chaman par salawatein yaad aa kar rah gayi hai bekudi ki ek shaam teri ismat ho ke ho mere hunar ki chaandani waqt ke baazaar mein har chiz ke lagate h