Padh Likh Ke Bada Hoke

Padh Likh Ke Bada Hoke şarkı sözleri

TürPop
Süre4:32
Orijinal dilSO
Görüntülenme487
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

SO
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
padh likh ke bada ho ke tu ek kitab likhna apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna padh likh ke bada hoke tu ek kitab likhna apne sawalon ka tu khud hi jawab likhna aa aa aa hatho se jinka daaman ek din hai chhut jana taaro ke dubte hi jinko hai tut jana ye aankhe dekhti hai kyun aise khqaab likhna apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna ha aa aa maine to pyar ko hi mazhab bana liya hai is dil ko dil ki duniya ka rab bana liya hai imaan ho gaya kya mera kharab likhna apne sawalon ka tu khud hi jawab likhna ha aa aa kahte hai log unki rasmo ko maine toda ye faisla bhi maine teri samajh pe chhoda meri khataon ka tu pura hisaab likhna