Main Ek Raaja Hoon

Letra de Main Ek Raaja Hoon

Duração4:41
Idioma originalItaliano
Visualizações123
Coordenadas da letra

Letra original

IT
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
18
Main ek raaja hoon, tu ek raani hai Prem nagar ki yeh ek sunder prem kahaani hai Kya hoti hai prem kahaani Yeh bhi tu naadaan na jaani Kitni pyaari, pyaari teri yeh naadaani hai Main ek raaja hoon, tu ek raani hai Mann mera ek mahal ho jaise Tu isme rahti hai aise Jaise seep mein moti hai Sagar mein paani hai Main ek raaja hoon, tu ek raani hai Premi bhanvre rangraliyon ke Kya kehte hain in kaliyon se Yeh tujhko kaise samjhaon, tu deewani hai Main ek raaja hoon, tu ek raani hai