Nazron Se Kah Do

Letra de Nazron Se Kah Do

Duração5:09
Idioma originalSQ
Visualizações5K
Coordenadas da letra

Letra original

SQ
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
18
Nazaron se kah do pyaar mein milne ka mausam aa gaya Baahon mein baahen daal ke khilne ka mausam aa gaya Iss pyaar se tera haath laga lahara gaye kesu mere Kuchh bhi nazar aata nahi masti mein mujhe tere pare Kaandhe pe mere zulf ke dhalne ka mausam aa gayaa, nazaron ... Tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai Tum paas ho phir bhi honthon mein jaane kaisi pyaas hai Honthon ki thandi aag mein jalne ka mausam aa gayaa, nazaron ...