Hum Tum Ye Bahaar

Letra de Hum Tum Ye Bahaar

Duração8:46
Idioma originalMS
Visualizações629
Coordenadas da letra

Letra original

MS
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
18
rafi: hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein lata: rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein rafi: teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaee hai-2 lata: teri aankhon ki ye masti hai jo saawan ban ke aaee hai-2 rafi: mera dam jab tak rahe pyaar ki chumak mere dil ke nagine mein lata: rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein rafi: hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein lata: rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein lata: duniya ko humaari ho na khabar aankhon me ishaare ho jaaye-2 rafi: ulfat kaa chale aisaa jaadoo dushuman bhi humaare ho jaaye lata: ghum dil se ho door na ho koi majboor phir aaye mazaa jeene mein both: rhim-jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar,ek aag liye seene mein both: hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein both: rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein