Subah ki dhoop si

Letra de Subah ki dhoop si

Duração6:00
Idioma originalIndonésio
Visualizações302
Coordenadas da letra

Letra original

ID
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
18
Hari: subah ki dhoop si, shaam ke roop si meri saanson mein thi jiski parchhaaiyaan dekh kar tumko lagtaa hai tum ho vohi sochti thi jise meri tanhaaiyaan thaa tumhaara hi mujhe intezaar -2 haan intezaar Shreya: dhoop mein chaanv si, shahar mein gaanv si meri raahon mein thi jiski parchhaaiyaan dekh kar tumko lagtaa hai tum ho vohi sochti thi jise meri tanhaaiyaan thaa tumhaara hi mujhe intezaar -2 haan intezaar Hari: ho.., jab tum gum thi, tab bhi tum thi jitnaa main thaa, utni tum thi Shreya: ho.... door the jab tum, paas the aise neend se jhaanke sapnaa jaise koi jaanaa, *Laughs* apnaa jaise Hari: subah ki dhoop si, shaam ke roop si Shreya: meri raahon mein thi jiski parchhaaiyaan Hari: dekh kar tumko lagtaa hai tum ho vohi Shreya: sochti thi jise meri tanhaaiyaan Hari: thaa tumhaara hi mujhe intezaar Shreya: thaa tumhaara hi mujhe intezaar, haan intezaar Shreya: panchhi jaage, manzar Dole ghar ke chhup chhup haan kone bole Hari: lekar tumse roop sunharaa dhulaa andheraa sajaa saveraa har darpan mein ho ek hi chehraa Shreya: dhoop mein chaavv si, shahar mein gaavv si meri raahon mein thi jiski parchhaaiyaan dekh kar tumko lagtaa hai tum ho vohi Hari: sochti thi jise meri tanhaaiyaan thaa tumhaara hi mujhe intezaar Shreya: thaa tumhaara hi mujhe intezaar, haan intezaar Hari: ( subah ki dhoop si, shaam ke roop si meri saanson mein thi jiski parchhaaiyaan ) -2