O Saathi

Letra de O Saathi

GêneroFolk
Duração4:30
Idioma originalHindi
Visualizações630
Coordenadas da letra

Letra original

HI
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
18
Hmm, Woo Allah mujhe dard ke kaabil bana diya Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya Bechainiyan samet ke saare jahaan ki Jab kuch na ban saka to mera dil bana diya O saathi Tere bina raahi ko raah dikhe na O saathi Tere bina haa saahil dhuaan dhuaan Hmm Aankhein moonde to Jaane kisey dhoondhe Ki soya jaaye na Ki soya jaaye na Kisey dhoondhe Ye khwahishon ki boondein Ki soya jaaye na Ki soya jaaye na Maano nindiya piroya jaaye na Maano nindiya piroya jaaye na Allah mujhe dard ke kaabil bana diya Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya Bechainiyan samet ke saare jahaan ki Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya O saathi Tere bina raahi ko raah dikhe na O saathi Tere bina haa saahil dhuaan dhuaan