Dil Cheez Kya Hai

Letra de Dil Cheez Kya Hai

GêneroPop
Duração7:40
Idioma originalMS
Visualizações239
Coordenadas da letra

Letra original

MS
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
18
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Bas ek baar mera kaha Bas ek baar mera kaha maan lijiye Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Is anjuman mein aap ko Is anjuman mein, aah, aah aah aah Is anjuman mein aap ko Is anjuman mein aap ko aana hai baar baar Aana hai baar baar Deevaar-o-dar ko gaur se Deevaar-o-dar ko gaur se pehchaan lijiye Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Maana ke doston ko nahin Doston, doston ko nahin Maana ke doston ko nahin dosti ka paas Lekin yeh kya ke gair ka Lekin yeh kya ke gair ka ehsaan lijiye Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Kahiye to Kahiye to aasmaan ko Kahiye to aasmaan ko zameen par utaar laaye Mushkil nahin hai kuch bhi Mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye What is the heart; take my life Bas ek baar, bas ek baar Bas ek baar mera kaha maan lijiye Maan lijiye, maan lijiye