Aankh Milaaoongi

Letra de Aankh Milaaoongi

GêneroPop
Duração5:23
Idioma originalTL
Visualizações395
Coordenadas da letra

Letra original

TL
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
18
Budtameezi pe hum aa gaye to Tum shareefon ka phir kya hoga Hai sheeshe ke ghar tumhaare Maara patthar to phir kya hoga Naachoon naachoon, na na na naachoon Aankh milaaoongi, aankh churaaoongi Dil dhadkaaoongi, hosh udaaoongi Ae, sab ko mana loongi, sab ruth gaye to kya Main naachoon bin paayal, ghunghroo toot gaye to kya Naachoon naachoon, na na na naachoon Aankh milaaoongi, aankh churaaoongi Dil dhadkaaoongi, hosh udaaoongi Ae, sab ko mana loongi, sab ruth gaye to kya Main naachoon bin paayal, ghunghroo toot gaye to kya Naachoon naachoon, na na na naachoon Kuch mushkil thi meri zara der se aayi hoon Lekin main mohabbat ke nazaron ne laayi hoon Naachoon naachoon, na na na naachoon Kuch mushkil thi meri zara der se aayi hoon Lekin main mohabbat ke nazaron ne laayi hoon Dil kaanch ke hote hai, yeh toot gaye to kya Main naachoon bin paayal, ghoonghroo toot gaye to kya Naachoon naachoon, na na na naachoon Maana ke duniya mein har kadam pe dhoka hai Auron pe nahin lekin mujhe khud pe bharosa hai Naachoon naachoon, na na na naachoon Maana ke duniya mein har kadam pe dhoka hai Auron pe nahin lekin mujhe khud pe bharosa hai Jo kachche dhaage the, voh toot gaye to kya Main naachoon bin paayal, ghoonghroo toot gaye to kya Naachoon naachoon, na na na naachoon