Saare Sapne Kahin Kho Gaye

Letra de Saare Sapne Kahin Kho Gaye

GêneroPop
Duração4:45
Idioma originalGL
Visualizações1.2K
Coordenadas da letra

Letra original

GL
A tradução ainda não está disponível. Exibindo a letra original.
18
mohabbat palkon pe kitne haseen khawaab sajaati hai phoolon se mehakt khawaab sitaron se jagmagaat khawaab shabnam se barast khawaab phir kabhi yun bhi hot hai ki palko ki daaliyon se khawaabon ke saare parinde ud jaat hain aur aankhein veeran si reh jaati hain saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye dil se tanhaai ka dard jeeta kya kahein hum pe kya kya na beeta dil se tanhaai ka dard jeeta kya kahein hum pe kya kya na beeta tum na aaye, magar jo gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye tumne humse kahin thi jo baatein unko dohraati hain gam ki raatein tumne humse kahin thi jo baatein unko dohraati hain gam ki raatein tumse milne ke din to gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye koi shikva na koi gila hai tumse kab humko yeh gam mila hai koi shikva na koi gila hai tumse kab humko yeh gam mila hai haan naseeb apne hi so gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye