Jaanam Jaanam Tera Meraa Pyaar Nayaa Hai

Jaanam Jaanam Tera Meraa Pyaar Nayaa Hai lyrics

Duration5:16
Original languageEO
Views314
Lyrics coordinates

Original lyrics

EO
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
jaanam jaanam tera meraa pyaar nayaa hai giit puraanaa saaz nayaa hai jaanam jaanam... aaj kii har ghadii rup mein ik nayaa nikhaar leke aaii hai raat kii chaandanii zindagii mein ik nai bahaar leke aaii hai kudarat ne khole hain aakhon ke raaj naye jaanam jaanam... jharanon mein aaj nayaa giit hai giiton mein pyaar kaa sangiit hai (2) mahakii havaa ne chanchal fizaa ne (2) tujh hii se siikhe hain aakhon ke raaj naye jaanam jaanam...