He Maa Santoshi

He Maa Santoshi lyrics

Duration6:26
Original languageFI
Views470
Lyrics coordinates

Original lyrics

FI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
arti hoon tumhaara vrat main, sweekaar karo maan majhadhaar mein main ataki, bedaapaar karo maan bedaapaar karo maan he maan santoshi - 2 mere liye to band hain duniya ki sab raahen -2 kalyaan mera ho sakta hai maan aap jo chaahe chinta ki aag se mera uddhaar karo maan manjhadhaar mein main ataki durbhaagya ki deewaar ko tum aaj hata do -2 maateshvari waapas mere saubhaagya ko la do is abhaagini naari se kuchh pyaar karo maan majhadhaar mein main ataki