Aa Bhi Jaa Tu Kahin Se

Aa Bhi Jaa Tu Kahin Se lyrics

Year2016
GenrePop
Duration5:11
Original languageHindi
Views145
Lyrics coordinates

Original lyrics

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
chhup gayin shaamein kis gali jaane chhup gayin shaamein kis gali jaane ho gayi tum judaa yun dheere dheere gir gayin haath se jaise laqeerein hawayein roz aate jaate sunayein mujhe teri baatein yeh mere raat din kuch khaas hote shart yeh hai agar tum paas hote aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja aaj bhi tere naam par jugnu si jalein aankhein meri oo aaj bhi teri saanson se hai lipti huin saansein meri ho dekh le kuch bhi toh nahin badla tere mere darmiyaan aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja jod ke maine jod ke rakhi hain sabhi yaadein teri oo tu gayi, jabse tu gayi soyi hi nahin raatein meri ho jal gayin dekho jal gayin taare gin ke meri ungliyaan aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja