Baar, Baar Dekho

Baar, Baar Dekho lyrics

Duration4:49
Original languageIndonesian
Views494
Lyrics coordinates

Original lyrics

ID
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
Baar, baar dekho, hazar baar dekho, Ke dekh ne ki cheez hai hamari dilruba, Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho Haan ji haan, aur bhi honge dil daar yahan, Lakhon dilon ki bahaar yahan, Par yeh baat kahan, Yeh bemisaal husn lajawab ye ada, Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho Balle, balle uth ke mister kyon chale, Pyar pe mere kahun kyon jale, Bait bhi jao meherbaan, Dua karo mile tumhein bhi aisa dilruba Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho Dil mila, ek jaan-e-mehefil mila, Yaar chiraag-e-manzil mila, Yeh na pucho ke kahan, Naya, naya yeh aashiqui ka raaz hai mera Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho Baar, baar dekho...