Mausam Hai Thanda Thanda

Mausam Hai Thanda Thanda lyrics

Duration3:07
Original languageLV
Views909
Lyrics coordinates

Original lyrics

LV
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
mausam hai thanda thanda, a khelein gilli danda to bada maza aayega, bada hi maza aayega maiyya ?? chori chori, main aayi daudi daudi jo pata chal jaayega to bada maza milajul ke khelein saare, koyi jeet jaaye koyi haare maar jo dande ki laage, kar kar kar ??? saamane jo aayega, vo chit jaayega - 2 to bada maza mausam hai thanda thanda ye khel hai bada suhaana bada suhaana, bada suhaana ye khel hai bada suhaana sab khelon ka hai naana bada suhaana, bada suhaana sab khelon se achchha a aa isase khele hai bachcha bachcha a aa baazi jo lagaayega, mauj vo udaayega - 2 to bada maza mausam hai thanda thanda