Man Saunp Diya Anjaane Mein

Man Saunp Diya Anjaane Mein lyrics

Duration3:10
Original languageItalian
Views306
Lyrics coordinates

Original lyrics

IT
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
man saunp diya anjaane mein -3 anjaane mein, anjaane mein - 2 nainon ne daras ras kiya paan kar diya palak mein hriday daan - 2 ek jhalak mein baandhe nainon se praan - 2 kitana sukh hai bandh jaane mein - 2 man saunp diya aankhon ko kya ho gaya aaj hai path mein ataki bina kaaj - 2 pag pag par inako baraje laaj - 2 ye aati nahin bahalaane mein - 2 man saunp diya