Tareef Us Khuda Ki

Tareef Us Khuda Ki lyrics

Duration4:02
Original languageEO
Views273
Lyrics coordinates

Original lyrics

EO
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
taareef us khuda ki jis ne jahaan banaya kaisi zameen banaayi, kya aasamaan banaya mitti se bel boote kya khushnuma ugaaye pehna ke sabz khillat unko jawaan banaaya suraj se ham ne payi garmi bhi roshani bhi kya khoob chashma tu ne ae meharbaan banaya har cheez se hai us ki kaarigari tapakti ye kaarkhana tu ne kab raigaan banaya