Ab Toh Mere Khuda

Ab Toh Mere Khuda lyrics

Duration3:38
Original languageFI
Views317
Lyrics coordinates

Original lyrics

FI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
ab toh mere khuda mujhe jalwa dikhaaiye apne namaaziyon ka kaha maan jaaiye kuch keh rahi hain aap se seene ki dhadakanen mera nahi to dil ka kaha maan jaaiye apne namaaziyon ka kaha maan jaaiye main jaanta hoon tu bada rahamat-navaaz hai sab ke dilon pe raham ka jaadu jagaaiye apne namaaziyon ka kaha maan jaaiye muddat se tishnagi hai tumhaare jamaal ki noor-e-kamaal se zara parda uthaaiye apne namaaziyon ka kaha maan jaaiye