Kisi Pe Dil Agar Aa Jaye

Kisi Pe Dil Agar Aa Jaye lyrics

GenrePop
Duration3:21
Original languageSQ
Views477
Lyrics coordinates

Original lyrics

SQ
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
Kisee pe dil agar aa jaaye to kyaa hotaa hain? Wahee hotaa hain jo manjoor-ye-khudaa hotaa hain Koee dil pe agar chhaa jaaye to kyaa hotaa hain? Wahee hotaa hain jo manjoor-ye-khudaa hotaa hain Muz ko julfo ke saaye mein so jaane do sanam Ho rahaa hain jo dil me, ho jaane do sanam Baat dil kee dil mein rah jaaye, to fir kyaa hotaa hain? Wahee hotaa hain jo manjoor-ye-khudaa hotaa hain Kyaa manjoor hain khudaa ko bataao to jaraa Jaan jaaogee, baaho mein aa jaao to jaraa Koee jo baahon mein aa jaaye to fir kyaa hotaa hain? Wahee hotaa hain jo manjoor-ye-khudaa hotaa hain