Aankho Aankho Me Naa Janey Kya

Aankho Aankho Me Naa Janey Kya lyrics

GenrePop
Duration244:50
Original languageMS
Views330
Lyrics coordinates

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
Aankho aankho me naa janey kya ishare ho gaye muskura kar tumane dekha ham tumhare ho gaye aankho aankho me rat din kee bekarari umrr bhar kee bekhudi dil laga kar kuchh toh jine ke sahare ho gaye aankho aankho me hay yeh masum chehara yeh ada yeh bankpan tujhse mil ke rang dil ke aur pyare ho gaye aankho aankho me tumko pa kar iss jaha me hamne sab kuchh pa liya abb hame kya chahiye jab tum hamare ho gaye aankho aankho me