Kuchh Aisa Jahan Ham Banaye

Kuchh Aisa Jahan Ham Banaye lyrics

GenrePop
Duration6:15
Original languageSV
Views895
Lyrics coordinates

Original lyrics

SV
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
Kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho pehlee kalee ne pehlee ghata se, kya kaha hai sun jara barish kee pehlee bunde tum, suraj kee pehlee kirne tum aur meraa pehla pehla pyar tum naa naa naa naa naa la la la la la (kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho pehlee tamanna, pehlee woh khwayish, too hee too hai jan meree pyar kaa pehla wada tum, aankho kaa pehla sapna tum aur khushee kaa pehla pehla aansu tum naa naa naa naa, hey hey eh hey, aa aa ha kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho