Main Tumhara

Main Tumhara lyrics

GenrePop
Duration4:19
Original languageHindi
Views338
Lyrics coordinates

Original lyrics

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
Tum na hue mere toh kya Tum na hue mere toh kya Main tumhara Main tumhara Main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitara raha Rishta raha bas ret ka Ae samandar main tumhara kinara raha Main tumhara Main tumhara Tumhara raha Tum na hue mere toh kya Tu hi pehli guzarish Hasrat bhi tu aakhiri Mahi meri naseeh Marzi bata kya teri Main tumhara Main tumhara Main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitara raha Main jadon ke mahine ki tarah Aur tum ho pakshimine ki tarah Main deewaron ki tarah hoon Tum jaise ho daricha Main bagicha jo tumne sincha Tum na hue mere toh kya Tum na hue mere toh kya Main tumhara Main tumhara Main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitara raha Rishta raha bas ret ka Ae samandar main tumhara kinara raha Main tumhara Main tumhara Tumhara raha Tum na hue mere toh kya