Rang Dariya

Rang Dariya 가사

장르Pop
길이3:16
원문 언어힌디어
조회수59
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
yaara mujhe tu aise aa mila jaise qaafir ko milta hai khuda karun laakh baari tera shukriya bin maange tune itna de diya mera safina paar laga de ya tu mita de ya tu bana de koyi zariya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya main bandeya jaaun rangeya main bandeya jaaun rangeya beparwah gir jaaye dariya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya chehron ki bheed mein tu pasand aa gaya meri nazar mein teri tasveer rehti hai hua main ameer paake teri dil daariyan sun yeh mere khwabon ki tabeer kehti hai hona kabhi tu mujhse juda na chahe khudaya chahe khafa ho saari duniya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya rang dariya rang dariya teri aankhon ka yeh rang dariya sufiyana ishq ka rang dariya