Let's Break Up

Let's Break Up 가사

장르Pop
길이2:56
원문 언어힌디어
조회수126
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Teri yaari, badi pyari But main bhi hoon khiladi No aata nahi, aata nahi, aata nahi Mujhko chhupana Din bhar tu pyaar chahe (baby) Raat ko baby rooth jaaye (baby) No aata nahi, aata nahi, aata nahi Mujhko manana So let’s break up, o meri jaan Let’s break up, o maan ja Teri meri kabhi nahi ban’ni O jaane de na O dikh jaaye jo haseena Chhut jaata hai paseena Basically, basically, basically Hoon main kameena Wo o.. Tu bhi kahan Kam hai baby (baby) Kabhi seedhi toh kabhi tedhi (baby) Basically, basically, basically Tu bhi kameeni So let’s break up, O meri jaan Let’s break up, O maan jaa Teri meri kabhi nahi ban’ni O jaane de na Let me go! Sach hai you know baby Tune aur Maine bhi Socha tha ek dooje Ke hum ho jaayenge Yahan wahan nahin jhakenge, but! Armaan machalte hain Aur mann uchhalte hain Alvida karte hain Phir kabhi milte hai Coffee peene kahin chalte hai Lekin for now Let’s break up, o meri jaan Let’s break up, o maan ja Teri meri kabhi nahi ban’ni O jaane de na