Main Yahaan Hoon

Main Yahaan Hoon 가사

길이4:56
원문 언어MS
조회수10.1K
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan.. (Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan) -2 Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon Main jawaabon mein hoon, main sawaalon mein hoon Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan