Yeh Jeevan Pyaar Se

Yeh Jeevan Pyaar Se 가사

길이72:43
원문 언어EO
조회수244
가사 좌표

원문 가사

EO
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Yeh jeevan pyaar se bhar do tum Bas itna kar do tum Mit jaaye dil se tanhaaiyaan Maheka do aaj tamannaayein Maheka do khwaabon ko Chaahat ki deke rangeeniyaan Yeh jeevan pyaar se bhar do tum Bas itna kar do tum Jab tum na the to kuch na tha Naakaam yeh zindagaani thi Aawaara tha yeh dil mera Badnaam apni kahaani thi Tumne hi jeena sikhaaya Apna jo mujhko banaaya Uthi hai dil mein phir halchal Ho jaaoonga paagal Leti hai dhadkan angdaaiyaan Yeh jeevan pyaar se bhar do tum Bas itna kar do tum Har saans mein samaaye ho tum Basne lage ho nigaahon mein Ab har taraf bahaare khili Veeraan si dil ki raahon mein Jeene ka ehsaas tum ho Ab to mere paas tum ho Mile ho jab se tum jaanam Chaahat ka yeh mausam Laaya hai kitni raanaaiyaan Yeh jeevan pyaar se bhar do tum Bas itna kar do tum Mit jaaye dil se tanhaaiyaan Maheka do aaj tamannaayein Maheka do khwaabon ko Bas itna kar do tum - 2