가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
jaadu teri nazar khushboo tera badan
jaadu teri nazar khushboo tera badan
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
jaadu teri nazar khushboo tera badan
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
mere khwaabon ki tasveer hai tu
bekhabar meri taqdeer hai tu
mere khwaabon ki tasveer hai tu
bekhabar meri taqdeer hai tu
tu kisi aur ki ho na jaana
kuchh bhi kar jaunga main deewana
tu haan kar ya na kar tu haan kar ya na kar tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
faasle aur kam ho rahe hain
door se paas hum ho rahe hain
faasle aur kam ho rahe hain
door se paas hum ho rahe hain
maang loonga tujhe aasman se
chheen loonga tujhe is jahan se
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
jaadu teri nazar khushboo tera badan
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran







