가사 좌표
MS원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Deewana Main Chala
Usay Dhoondne
Bade Pyaar Se
Deewana Main Chala
Usay Dhoondne
Bade Pyaar Se
Deewana Main Chala
Uske Ghar Ka Pata
Ay Hava Tu Bata
Deewana Main Chala
Usay Dhoondne
Bade Pyaar Se
Deewana Main Chala
Kya Hai Sama Kya Aasmaan
Masti Mein Hai Saara Jahaan
Khila Khila Hai Mausam
Kya Hai Sama Kya Aasmaan
Masti Mein Hai Saara Jahaan
Khila Khila Hai Mausam
Ye Fiza Sangdali
Ye Ghata Manchali
Deewana Main Chala
Usay Dhoondne
Bade Pyaar Se
Deewana Main Chala
Sharmayegi Ghabrayegi
Phir Vo Mere Paas Aayegi
Usay Na Jaane Doonga
Sharmayegi Ghabrayegi
Phir Vo Mere Paas Aayegi
Usay Na Jaane Doonga
Kesuoon Ke Tale
Hum Milenge Gale
Deewana Main Chala
Usay Dhoondne
Bade Pyaar Se
Deewana Main Chala
Usay Dhoondne
Bade Pyaar Se
Deewana Main Chala
Uske Ghar Ka Pata
Ay Hava Tu Bata
Deewana Main Chala
Usay Dhoondne
Bade Pyaar Se
Deewana Main Chala
Deewana Main Chala
Deewana Main Chala .







