Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Akeli Na Bazaar Jaya Karo 가사

길이5:35
원문 언어인도네시아어
조회수1.1K
가사 좌표

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Akeli Na Bazaar Jaya Karo Nazar Lag Jayegi Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo Nazar Lag Jayegi Akeli Na Bazaar Jaya Karo Nazar Lag Jayegi Sabhki Nazar Mein Na Aaya Karo Nazar Lag Jayegi Samjho Zara Baat Meri Janaab Bajaria Mein Sabki Najaria Kharaab Nazar Lag Jayegi Nazar Lag Jayegi Akeli Na Bazaar Jaya Karo Nazar Lag Jayegi Nazar Lag Jayegi Tum Aaina Jo Dekho Woh Bhi Sambhal Ke Dekho Tum Aaina Jo Dekho Woh Bhi Sambhal Ke Dekho Chanchal Sa Mann Tumhara Na Faansle Tumhi Ko Chanchal Sa Man Tumhara Na Faansle Tumhi Ko Darpan Se Khud Ko Bachaya Karo Nazar Lag Jayegi Nazar Lag Jayegi Akeli Na Bazaar Jaya Karo Nazar Lag Jayegi Nazar Lag Jayegi O, Patjhad Ho Ya Ho Sawan Ho Basant Ya Bahaar Patjhad Ho Ya Ho Sawan Ho Basant Ya Bahaar Tere Roop Ka Nazara Deta Mujhe Qaraar Tere Roop Ka Nazara Deta Mujhe Qaraar Na Jhatka Ke Zulfein Phiraya Karo Nazar Lag Jayegi Nazar Lag Jayegi Akeli Na Bazaar Jaya Karo Nazar Lag Jayegi Nazar Lag Jayegi Maine Tumse Ye Kaha Tha Mujhe Saath Le Ke Chalna Maine Tumse Ye Kaha Tha Mujhe Saath Le Ke Chalna Tumne Bhi Yahi Bola Haan Saath Hi Hai Chalna Tumne Bhi Yahi Bola Haan Saath Hi Hai Chalna Waada Kiya To Nibhaya Karo Baat Ban Jayegi Baat Ban Jayegi Akeli Na Bazaar Jaya Karo Nazar Lag Jayegi Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo Nazar Lag Jayegi Deewana Kardogi Duniya Ko Tum Agar Baat Meri Na Manogi Tum Nazar Lag Jayegi Nazar Lag Jayegi Nazar Lag Jayegi