Aawaara Aawaara

Aawaara Aawaara 가사

길이3:54
원문 언어인도네시아어
조회수341
가사 좌표

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
(Aawaara kehta tha mujhe yeh jahaan Jis din se paaya jaanam tujhe meherbaan) - 2 Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara Aawaara kehta tha mujhe yeh jahaan Jis din se paaya jaanam tujhe meherbaan Aawaara kehta tha Kuch tere jalwon ne deewaana kiya Kuch to is dil se bhi sharaarat hui Mere tasavur mein basi tu hi tu Tujhse o jaanam yun mohabbat hui Sadiyon se mujhko bhi teri aarzoo Badli hai kismat yeh mili jab se tu Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara Aawaara kehta tha Jis din se nazaron mein tu shaamil hui Har shay mein karta hoon nazaara tera Yunhi bhatakta rehta main saari umar Mujhko agar na milta sahaara tera Ab koi hasrat hai na kuch aas hai Teri vafa ab to mere paas hai Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara