Dil To Pagal Hai

Dil To Pagal Hai 가사

길이2:01
원문 언어힌디어
조회수303
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Arre re arre ye kya hua Maine na ye jaana Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana Haath mera thaam lo saath jab tak ho Baat kuchh hoti rahe baat jab tak ho Saamne baithe rahe tum raat jab tak ho Arre re arre ye kya hua Maine na ye jaana Naam kya hai kya kahein dil ke mausam ko Aag jaise lag gayi aaj shabnam ko Aise lagta hai kisine chhoo liya humko Arre re arre ye kya hua Maine na ye jaana Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana Tum chale jaao zara hum sambhal jaayein Dhadkanein dil ki sahi naam cahl jaayein Waqt ke aage kahin na hum nikal jaayein Arre re arre ye kya hua koi na pehchaana Hum mein tum mein kuchh to hai kuchh nahin hai kya Aur kuchh ho jaaye to kuchh yakeen hai kya Dekh lo ye dil jahaan tha ye wahin hai kya Arre re arre ye kya hua Maine na ye jaana Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana Lalalalala