가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Chhote chhote khwab leke
Saalon ka hisaab leke
Banke sabka bandhu aa gaya
Tuktuki laga ke dekh
Dugdugi baja ke dekh
Aana tha na kintu aa gaya
Dhool ka yeh phool jaise
Bhole ka trishool jaise
Chhu le aasmaan dekh lo
Ho roshni mein jagmaga ke
Tum bhi ainkein laga ke
Aan baan shaan dekh lo
Main jo aa gaya
Main ab na jaaunga
Main sabka ban jaunga
Main banda seedha na saadha
Par apna apno se zyada
Banunga hai vaada
Shehzada ho shehzada
Shehzada shehzada shehzada
Main hoon haan haan haan
Shehzada shehzada shehzada
Main banda seedha na saadha
Par apna apno se zyada
Banunga hai vaada
Shehzada shehzada shehzada






