Subhanallah (feat. Sreeram)

Subhanallah (feat. Sreeram) 가사

길이4:16
원문 언어힌디어
조회수635
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
ek din kabhi jo khud ko taraashe meri nazar se tu zara, haaye re aankhon se teri kya kya chhupa hai tujhko dikhaaun main zara, haaye re ik ankahi si daastaan daastaan kehne lagega aaina subhanallah jo ho raha haim pehli dafaa hai wallah aisa hua subhanallah jo ho raha hai pehli dafaa hai wallah aisa hua meri khamoshi se baatein chun lena unki dori se taarifein bun lena meri khamoshi se baatein chun lena unki dori se taarifein bun lena kal nahi thi jo aaj lagti hoon taareef meri hai khaamakha tohfa hai tera meri adaa ek din kabhi jo khud ko pukaare meri zubaan se tu zara, haaye re tujh mein chhupi si jo shayari hai tujhko sunaaun main zara, haay re ye do dilon ka waasta waasta khul ke bataaya jaaye naa subhanallah jo ho raha hai, pehli dafaa hai wallah aisa hua subhanallah jo ho raha hai, pehli dafaa hai wallah aisa hua subhanallah jo ho raha hai, pehli dafaa hai wallah aisa hua subhanallah jo ho raha hai, pehli dafaa hai wallah aisa hua