Koi Mil Gaya

Koi Mil Gaya 가사

원문 언어힌디어
조회수575
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Koi mil gaya Koi mil gaya Koi mil gaya Mujhko kya hua hai Kyoon main kho gaya hoon Pagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hain nigahein Aur bikhare hain baal Tumne banaya hai kya Apna yeh haal Koi mil gaya.. Koi mil gaya Mera dil gaya.. Mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron Main tô hil gaya Main tô hil gaya Koi mil gaya, mil hi gaya mil gaya Aey, mil hi gaya mil gaya Mujhko kya hua hai, are Are kyoon main kho gaya hoon Aey, pagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hain nigahein Aur bikhare hain baal Tumne banaya hai Kya apna ye haal Koi mil gaya.. Koi mil gaya Mera dil gaya.. Mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron O, main tô hil gaya Main tô hil gaya Koi mil gaya, mil hi gaya mil gaya Are, mil hi gaya mil gaya Jane kya ho gaya hai mujhe Deewana log kehne lage Ye deewanegi hai kya Humein bhi tô ho pata Tumko kya ho gaya Are, kal tak mujhko sab hosh tha Dil mein khushiyoon ka josh tha Phir ye baichainey hai kyoon Phir ye betaabi hai kyoon Kya koi kho gaya Koi mil gaya koi mil gaya O, mera dil gaya mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron O, main tô hil gaya Main tô hil gaya Koi mil gaya, mil hi gaya mil gaya Aey, mil hi gaya mil gaya Badal ban kar kaun aa gaya Kaun hai jo dil pe yoon chaa gaya Chahoon ke bataoon main Phir bhi keh na paoon main Naam uska hai kya O, naam na lo par kuch tô kaho Halka sa koi ek ishara tô do Meri aankhon mein hai woh Meri sanson mein hai woh Aur kahoon tumse kya Koi mil gaya koi mil gaya Mera dil gaya O, mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron Main tô hil gaya Main tô hil gaya Koi mil gaya Mil hi gaya mil gaya Aey, mil hi gaya mil gaya Mujhko kya hua hai Kyoon main kho gaya hoon Pagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hain nigahein Aur bikhare hain baal Banaya hai, kya apna ye haal O, koi mil gaya Koi mil gaya Are, mera dil gaya Mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron O, main tô hil gaya Main tô hil gaya Koi mil gaya, mil hi gaya Mil gaya mil hi gaya mil gaya Mil hi gaya mil gaya O, mil hi gaya mil gaya