Tujhe Sochta Hoon

Tujhe Sochta Hoon 가사

장르Pop
길이4:13
원문 언어힌디어
조회수147
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
tujhe sochta hoon main shaam o subah iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya tere hi khayalon mein dooba raha iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya bas saare gham mein jaana, sang hoon tere har ek mausam me jaana, sang hoon tere aaa aa aaa sang hoon tere aaa aa aaa sang hoon tere aaa aa aa sang hoon tere meri dhadkano mein hi teri sada iss qadar tu meri rooh mein bas gaya teri yaadon se kab raha main judaa waqt se pooch le, waqt mera gawaah bas sare gham mein jaana, sang hoon tere har ek mausam me jaana, sang hoon tere ab itne imtehaa bhi naa le mere aaa aa aaa sang hoon tere aaa aa aaa sang hoon tere aaa aa aa sang hoon tere Hey tu mera thikana, mera aashiyana dhale shaam jab bhi, mere paas aana hai baahon mein rehna, kahin abb naa jana hoon mehfooz inme, bura hai zamana bas sare gham mein jaana, sang hoon tere har ek mausam me jaana, sang hoon tere ab itne imtehaa bhi naa le mere aaa aa aaa sang hoon tere aaa aa aaa sang hoon tere aaa aa aa sang hoon tere Hey