가사 좌표
TN원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Teetli jaisa pyar tumhara
Teetli jaisa pyar
Teetli jaisa pyar tumhara
Teetli jaisa pyar
Yoon dekho to kitna pyara,
Laykin kacchay rangoon wala
Teetli jaisa pyar tumhara
Teetli jaisa pyar
Dil mera kya chahata hai
Tum ko batana naheen...
Dil mera kya chahata hai
Tum ko batana naheen...
Sapnon mein jo ghar bana tha
Abb woh sajaana naheen
Lafzoon ki shakhoon pe hai aashiyana
Laykin kacchay rangoon wala
Teetli jaisa pyar tumhara
Teetli jaisa pyar
Tum jo meray paas hotay
Har baat kehta tumhain...
Tum jo meray paas hotay
Har baat kehta tumhain...
Tum jo meray paas hotay
Har baat kehta tumhain...
Socha bhee na ho jo tum nay
Woh pyar dayta tumhain
Rehnay do choro yeh qissa purana
Laykin kacchay rangoon wala
Teetli jaisa pyar tumhara
Teetli jaisa pyar
Teetli jaisa pyar tumhara
Teetli jaisa pyar
Yoon dekho to kitna pyara,
Laykin kacchay rangoon wala
Teetli jaisa pyar tumhara
Teetli jaisa pyar..................................





