가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Darling aankhon se aankhen chaar karne do
Roko na roko na mujhko pyaar karne do
Beqaif hain bahara, bechain jaane yaara
Bulbulon ko abhi intezar karne do
Darling aankhon se aankhen chaar karne do
Darling, khadim hoon shehzadi ko taiyarr karne do
Beqaraar beqaraar hai qaraar karne do
Dil-e-yaar dil-e-yaar ikhtiyaar karne do
Darling aankhon se aankhen chaar karne do
Bekaif hain bahara, bechain jaane yaara
Bulbulon ko abhi intezar karne do
Darling aankhon se aankhen chaar karne do
Roko na roko na mujhko pyaar karne do






