가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Naa nabz, naa hi saansein
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina hai jeena
Kuch nahi, kuch nahi
Naa ashq naa hi aahein
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina hai marna
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina main kyun
Tere bina main kya
Har pehar dar-ba-dar
Kuch nahi, kuch nahi
Naa aks naa hi saaya
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina hai mera
Kuch nahi, kuch nahi
Ho
Ghamzada si vaadiyan
Hai de rahi salamiyaan
Tujhe yaad karke
Tujhe yaad karke
Hai zubaan pe aa rahi
Teri sabhi kahaaniyan
Tujhe yaad karke
Tujhe yaad karke
Tere bina main kyun
Tere bina main kya
Har pehar dar-ba-dar
Kuch nahi, kuch nahi
Shaam-o-subah, yeh sadiyaan
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina yeh duniya
Kuch nahi, kuch nahi
Ho





