Neend Ayay Na

Neend Ayay Na 가사

장르Pop
길이4:32
원문 언어TL
조회수228
가사 좌표

원문 가사

TL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Yeh Dil Ab Manay Na In Raahon Ko Jaaney Na Bhooli Hui In Baaton Mein Jeevan Ko Pehchaaney Na Jagay Hain Meray Mann Mein Kayee Armaan Dhoond Na Payay… Khushiyon Kay Rangon Main Ghum Bhi Hain Meri Jaan Dhoondey Kahaan?! Yaara Neend Aayay Na Yeh Dil Ab Toot Jayay Na Yaara Ab Neend Aayay Na Ke Hum Kaheen Bhool Jayay Na Sun Lay Sada, Ai Khuda… Mera Dil Ab Tanha Roay, Haan! Yeh Dil Ab Dhoonday Na Pinhaan Hain, Lab Bolien Na, Jo Waadey Tootay The Un Waadon Ko Bholay Na Apni Zameen Main Khoyay Huay Hain Jahaan Dhoond Na Payay Mann Ki Muraadon Main Doobay Huay Hum Kahaan Bhoolo Yeh Na!