가사 좌표
EO원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Sajanawa bairee ho gaye humaar
chithheeya ho toh, har koyee bache, bhag na bache koyee
karamawa bairee ho gaye humaar
jaaye base pardes sajanawa, sautan ke bharamaaye
na sandes na koyee khabariya, rut aaye rut jaaye
dub gaye ham bich bhanwar me, kar ke sola paar
sajanawa bairee ho gaye humaar
sunee sej god moree sunee, maram na jaane koyee
chhatapat tadape parit bicharee, mamata aansu roye
na koyee iss par hamaara, na koyee uss par
sajanawa bairee ho gaye humaar




