Main Bhanwara Tu Hai Phul

Main Bhanwara Tu Hai Phul 가사

장르Classico
길이3:53
원문 언어MS
조회수174
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
main bhanwara tu hai phul, yeh din mat bhul, jawaani laut ke aaye na mann gaaye tere git, basaakar prit, mohe kuchh tujh bin bhaaye na tu suraj - main ujiyaara ho o o o tu suraj main ujiyaara, (hai abb jivan bhar ka mel suno jee preet nahin hai khel o o yeh jivan mujhako pyaara ho o o yeh jivan mujhako pyaara, jiu main duniya ke dukh jhel o pritam aag se khelu khel is dil kee hai dil se laag khule hai bhag yeh duniya ham ko sataye na main bhanwara tu hai phul, yeh din mat bhul, jawaani laut ke aaye na tu meraa hai main teree ho o o o tu meraa hai main teree, saajan main raadha tu shyaam japu main hardam teraa naam o o o main teraa hoon -2 tu meree ho o o main teraa hoon tu meree, chalenge prit ka daaman thaam hamein duniya se nahee hai kaam bedard hai yah sansaar chale us paar jaha dukh bhul ke jaaye na main bhanwara tu hai phul, yeh din mat bhul, jawaani laut ke aaye na