가사 좌표
EU원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Duniya se jaanewaale, jaane chale jaata hain kaha
kaise dhundhe koyee unako, nahee kadamo ke bhee nishaan
jaane hain woh kaun nagariya, aaye jaaye khat naa khabariya
aaye jab jab unakee yaade, aaye hotho pe faryaade
jaake phir naa aanewaale, jaane chale jaate hain kaha
mere bichhade jivan saathee, saathee jaise dipak baatee
mujhase bichhad gaye tum aise, saawan ke jaate hee jaise
udake baadal kaale kaale, jaane chale jaate hain kaha




