Main Zindagi Kaa Saath

Main Zindagi Kaa Saath 가사

길이3:43
원문 언어MS
조회수73
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Main zindagi kaa saath nibhataa chalaa gaya Har fikr ko dhuen mein udataa chalaa gaya Barbaadiyon kaa sog manaanaa fizuul thaa Barbaadiyon kaa jashn manaataa chalaa gaya Main zindagi... Jo mil gayaa usi ko muqaddar samajh liyaa Jo kho gaya main usko bhulataa chalaa gaya Main zindagi... Gam aur khushi mei fark na mahasus ho jahaan Mai dil ko us muqaam pe laataa chalaa gayaa Main zindagi...