가사 좌표
SQ원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Lal chadi maidaan khadi,
Kya khoob ladi, kya khoob ladi,
Hum dil se gaye, hum jaan se gaye,
Bas aankh mili aur baat badi...
O theeke, theeke do naina,
Us shoukh se aankh milana tha,
Deni thi qayamat ko davat, ik afat se takarana tha,
Mat pucho hum par kya guzari, bijali si giri aur dil pe padi,
Hum dil se gaye... haaye
Hum dil se gaye, hum jaan se gaye,
Bas aankh mili aur baat badi..
Lal chadi maidaan khadi..
Tan, tan kar zaalim ne apna,
Har teer nishane par maara,
Hai shukar ke ab tak zinda hun,
Mein dil kaa ghayal bechara,
Use dekh ke lal dupate mein,
Maine naam diya hai lal chadi,
Hum dil se gaye... haaye
Hum dil se gaye, hum jaan se gaye,
Bas aankh mili aur baat badi..








