Kaise Haseen Aaz

Kaise Haseen Aaz 가사

길이4:44
원문 언어인도네시아어
조회수501
가사 좌표

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath o dene waale toone to koi kamee na kee ab kissko kya mila yeh muqaddar ki baat hai chhaaya hai husn-o-ishq pe ek rang-e-bekhudi (2) aate hai zindagi mein yeh aalam kabhi kabhi har ghum ko bhool jaao khushi ki baaraat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath aayi hai woh bahaar ke naghme ubal pade aisi khushi mili hai ke aansoo nikal pade hothon pe hai duwaayeh magar dil pe haath hai ab kissko kya mila yeh muqaddar ki baat hai masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi (2) meri khushi bhi aap ke daaman mein aa gayi bhavra kali se door nahin saath saath hai ab kissko kya mila yeh muqaddar ki baat hai kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath