가사 좌표
ID원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Baar, baar dekho, hazar baar dekho,
Ke dekh ne ki cheez hai hamari dilruba,
Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho
Haan ji haan, aur bhi honge dil daar yahan,
Lakhon dilon ki bahaar yahan,
Par yeh baat kahan,
Yeh bemisaal husn lajawab ye ada,
Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho
Balle, balle uth ke mister kyon chale,
Pyar pe mere kahun kyon jale,
Bait bhi jao meherbaan,
Dua karo mile tumhein bhi aisa dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho
Dil mila, ek jaan-e-mehefil mila,
Yaar chiraag-e-manzil mila,
Yeh na pucho ke kahan,
Naya, naya yeh aashiqui ka raaz hai mera
Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho
Baar, baar dekho...








