Aapake Hasin Ruk

Aapake Hasin Ruk 가사

길이5:25
원문 언어MS
조회수144
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Aapake hasin ruk pe aaj nayaa nuur hai Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusuur hai Aapaki nigaah ne kahaa to kuchh zuruur hai Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusuur hai Khuli laton ki chaanv mein khila, khila sa ruup hai Ghata pe jaise chaa rahi subah-subah ki dhup hai Jidhar nazar mudi udhar suruur hi suruur hai Meraa dil... Jhuki, jhuki nigaah mei bhi hai gazab ki shokhiyan Dabi, dabi hansi mei bhi tadap rahi hai bijaliyaan Shabaab aapakaa nashe mein khud hi churuur hai Meraa dil... Jahaan, jahaan pade kadam vahaan fizaa badal gai Ki jaise sar-basar bahaar aap hii mein dhal gai Kisi mei ye kashish kahaan jo aap mein huzur hai Meraa dil...