Na Phoolon Ki Duniya

Na Phoolon Ki Duniya 가사

길이4:34
원문 언어MS
조회수492
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Aa aa aa Na phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya Ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya Yahaan mast nazarein behakne ko tarse Umangon bhare dil dhadakne ko tarse Ye hai pyaar ke besahaaron ki duniya Yahaan gam hai laakhon, masarrat nahi hai Tadapne ki lekin ijaazat nahi hai Ye hai ishq ke beqaraaron ki duniya Na phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya Ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya Aa aa aa Paayaliya baawari baaje Paayaliya mori jhanan jhanan Jhan jhananan baaje aa aa Paayaliya baawari baaje ... Aa aa aa Aaj sakhi more pee ghar aaye, aa aa aa Aaj sakhi more pee ghar aaye Dekh-dekh chhab jiyara jaaye Baar baar mora mann lehraaye Paayaliya baawari baaje ... Saat suron ke deep jalaake, aa aa aa Saat suron ke deep jalaake Prem been ki dhun par gaake Aaj naachun main piya ko paake Paayaliya baawari baaje ... Aa aa aa